Subscribe:

Tere Bin Me Dekhu Na Subah- Dil To Baccha hai Ji



LYRICS :
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se yeh vaada kar
Liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi yehvaada kar
Liya
Tere bin ho chalna bhi saza
Ki raahon se abhi, yeh vaada kar
liya
Suno yehi jazbaat hai mera
Yeh dil kahe ki khwaishein jeenay ki saath hain tere
Tere bin ho saason se juda
hawaaon se abhi, yeh vaada kar liya
tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya
Tu woh zameen jis pe maine toh apni yeh duniya basaayi hai
Mein bin tere ab kaha jaunga
Tu aasra hai mera, main toh jeeta hoon tere bharose pe
Main bin tere ab na jee paunga
Meri toh ye har baat tukhse hai
Tuhi meri hai dhoop aur meri barsaat tujhse hai
tere bin na barse yeh ghata
Ghataaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya
Jo haath mein ho tera haath toh yeh lakeerein dhadakti hain
Tu ho judaa sab thama sa lagey
Jo tu mere paas hai toh yakeen apne hone pe hota hai
Tu ho juda sab guma sa lagey
Haan tu meri aadat mein shaamil hai
Mere liye main sach kahoon tu ibadaat ke kabil hai
Tere bin na puri ho dua
Duaon se abhi, yeh vaada kar liya
Tere bin mein dekhun na subah
Nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya.

1 comments:

Manish Kumar said... Reply To This Comment

nice song thx for sharing

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...