Subscribe:

Khwab Aapka…

Din mein khayal aur rat ko khwab apka...
ap ho meri chandni aur main mehtab apka...,,,

Tanhe na chode mjhe yadein apki,
kabool hai ye tohfa nayab apka....,,,

Dil toh krta hai k rho hamesha pass apke,
kya is kadar rehta hai dil betaab apka?
amor-beautiful-boy-and-girl-diva-katy-perry-Favim.com-118271_thumb

mjhe duniya wale diwana kehte hai,
ye b diya hua hai khitab apka..,,

umeed na thi jitna pyar mila apse,
kaise chukye gary ehsaan jaanb apka.........

Din mein khayal aur rat ko khwab apka.............................

0 comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...